Math section deficult Physics and Chemistry Moderate.

Day 2 ke sare section ka difficulty level moderate raha hai, Students ne mathematics ke questions ko hard or lengthy bataya hai.


JEE main 2021 Day 2 analysis:- 

Day 2 analysis ki baat kre to students ko mathematics section hard lag raha tha or students ke liye chinta ka vishay bhi ban gya tha particularly calculation part bada lengthy bataya gaya hai.

Sare section ke difficulty level ki baat kre to moderate ka ha ja sakta hai.

Ramesh Batlish FIITJEE:- 

Inonhe kaha Tino subjects mese tough subject Mathematics tha or easy subject Chemistry or February or March session se compare kare to Moderate level ka kaha ja skta hai.


In Mathematics :- Coordinate geometry, Calculus, 3D, Algebra inka weightage jyada raha hai.

Or ese kuch questions binomial theorem, matrices and probability ke questions moderate or lenghty calculations wale the.

Wahi physics ki baat kre to students ke liye balanced tha. Gravitation, Current Electricity , Modern Physics, Heat se Calculations wale questions puche gaye the.

Or Chemistry ke baat kare to Chemistry easy to moderate subject raha isme moderate organic chemistry or physical chemistry se jyada sawal puche gye joke integer type the to students ko solve karne easy tha.